Monday, 27 December 2021

avenet jaise tase kar apne ghar ke baahar hi pahuncha tha ki vo dekhta hai ki uske ghar ke entrance ke sammne ek black colour ki volo park hui hui thi 
avvenet haffta hua gaadi ke paas aa kar khada ho jata hai aur car ki side window par knok karta hai 
andar abhe thakur jo phone kisi se baat kar reha hota hai ek nazzar window ki taarf dalta hai sur apna phone call end kate hue ek taack avvenet  ki taaraf dekhne lag jata or agge baathe driver se kahta hai 
driver gaadi ka window glass neeche karo 
driver kahta hai ji malik abhi karta hu 
glass window down karne ke baad abhe thakur avvenet se kahta hai yes bolo kya kaam hai 
avvenet jiske chahre par abhi itni baadi simle ayi hui thi ek daam chauk kar abhe thakur se kahta hai 
papa mai hu apka avvenet ab kya app mujhe pahachan bhi nahi paa rehe ho kya 
abhe thakur jo bahi avvenet ko thode gusse mai dekh reha tha ek daam hasne lagta hai aur avvenet se kahta hai 
arre yaar mujhe pata hai ki to kon hai aur mera kya lagta hai lekin maine socha ki tere satth thoda sa majak ki kar leta hu akhir mai bhi avvent thakur ka baap hu kyu kaisa laga mera majak 
ab avvenet ko thoda gussa ane laga 
avvenet apne paapa se thoda gusse mai bolta hai not so funny papa aur fir kahta hai ab apne mujhse car ke anadar baith kar hi baat karni hai ya fir bahar bhi ayoge abhe thakur jo car ke andar baitha tha jaldi se apna car ka door open kara hai aur car se bahar aajata hai jhaat se avvenet ko gaale laga leta hai aur bahuk hote hue vo kahta hai 
kitna time hogaya tujhe dekhe hue tujhse mille hue bahut yaad atti thi yaar mujhe tarri kitni baar to mai tujhe call karta tha lekin tune kabhi bhi  meri call pick bhi nahi kari itna bura papa hu kya mai tera itna kahte hi uske papa avvenet ko aur kaas kar gaale laga lete hai 
yeh dekhar avvenet bhi thoda sa bhavuk ho jata 

No comments:

Post a Comment