Tuesday, 23 February 2021

TOO much happiness


 cont...

avenet tum ho kya 

hanji app kon

bahut jaldi bhul gaye hahaha

maine pahchana nahi 

mai vo hi hu jisne tum naam dyia AVENET THAKUR 

MERI ANKHE NAAM HO GAYI THI . MAI SMAJH GAYA THA KI MAI KISKE KE SATH BAAT KAR REHA HU . MERE DIMAG MAI VO SARRI YAADE WAPES CHALNE LAGI .

UNKA MERE SATH MAJAK KARNA 

HAMARI KISI BHI TOPIC PAR OPINION NA MILNA 

unka mujhe first time bike sikhana 

aur jab koi meri complaint karta tha ki apka ladka bahut tez bike chalata wali baat par gussa karna 

after some seconds

arre phone disconnect kar dyia kya   papa ne bola 

papa app maine bola 

mujhe laga tumne phone disconnect kar dyia hai. Mai to khud tumahari mummy ko khne wala tha ki usne call hi disconnect kar di 

sorry papa    

sorry kis baat ki beta . kabhi papa mummy se bhi sorry mangte hai pagal . AUR BATA kya kar reha tha tu bahut bate karni hai tujh se 

papa sab kuch khattam ho chuka hai 

matlab kya khattam ho gaya hai . Job mai kuch dikat hai kya ?

mane job to kab ki chod di hai 

kab chodi 

7-8 month ho chuke hai 

kyu beta  aur kyu chodi tune job itni to achi pst par tha tu fir kyu 

papa mai avvani ke jane ke baad bahut hi tut gaya tha kuch bhi samagh nahi ata tha kya karu kya nahi or job par bhi achhe se dhyan nahi de pa reha tha  kuch bhi samagh nahi aa reha tha ,AUR vaise bhi apko pata hai ki jab bhi mujhe samagh nahi atti koi bhi chez to mai usse chod hi deta hu 

or ajj dekhlo mujhe kaha hu mai .EK dam zero kuch nahi bacha mere paas 

tension lene ki jarrurat nahi tujhe teri family abhi hai .AGAR tujhe bada kar sakti hai tujhe pairo par khada kar sakti hai to tujhe agge bhi puri madad karne ka daam rakti . vaise vo baat alag hai ki hum tujhe ab bacho ki tarah utha nahi sakte lekin teri madad rakhne ka pura damm rakte hai   hahaha


nahi papa uski jarurat nahi hai .. maine apna ek business start karne ka faisla start kiya hai 

bahut badyia mujhe ye hi sunana tha mujhe . mujhe pata hai ki mera beta jis chez ko haath lagata hai vo chez ko pura kar ke hi chodata hai 

vo to hai 

aur kya tunne jab avvani ko girlfriend banana tha to tune sarri hadde paar kardi thi 

kya paisa kya bike ki geddyia kya jakects aur vo teri perfume ki ollection jo tune kharidi thi . alag alag din alag perfume 


haa papa mujhe pata hai app to jab dekho mujhe sharminda karne ki koi kasar nahi chodte ho 

 hahaha vo to hai 

chall yele apni mummy se baat karle kab se mujhe kah rehi hai meri bhi to baat karao

haa karao na please 

hello avenet kaisa hai beta aur kya hua tujhe tune to kabhi phone bhi karne ki nahi sochi . hum itne burre hai kya 


nahi nahi mummy kya bol rahe ho app logo ne aisa kya kyia jo mai aapse naraz hounga 

acha acha ab ye bata tune naukri ku chod de aisa kya ho gaya 

mai sab bataunga lekin pahle mujhe ghar anne ke lyie kaho ge ya nahi 

tu pagal hai kya tera hi to ghar hai jab anna chahe tab aa hum koi thode hote hai tujhe mana karne wale 


sahi mai haha acha suno jara papa ko phone dena 

deti hu ruk .. HELLO ha avenet bol beta 

papa vo mai ghar anne ki soch reha tha aur ..

beta mai janta hu ki tujhe kya chahyie par ek sahrat hai . jab tu ayyega to tujhe hamare sath ek weekend tour par chalana padega 


par papa kam 

arre kam ka kya haiAPNA vo purana laptop bag le ayio 

apka abhi tak yaad ahi mere vo laptop bag 

aur kya merea dimag to abhi jawan hai bas thodi sakal se bhi old ho gaye ACHA sun tune apna account to block nahi kar rekha 

vo kyu papa 

kuki paise to mai ussi mai hi dalwanuga naa 

haha nahi kyia papa

contt